Happy janmashtami wishing quotes and sms
Happy Janmashtami sms
krishan ki mahima, krishan ka payar. krishan mai shardha , krishan se sansar ...mubarak ho apko janmasthami tyohar..LILA DHAR ki kirpa aap par sada barasti rahe ..... Happy Janmashtami
sweet sms to wish happy janmashtami
MAIYA YASHODA KA LAL,GOKUL KA GWAL,JINKE JANM SE HUA GOKUL OR BRIJ KA NIHAL, RAKHE AAPKO SADA KHUSHAHAL....... HAPPY JANMASHTAMI JAI SHREE KRISHNA.
cool sms quote to wish happy janmashtami
Radha ki bhakti, murli ki mithas, makhan ka swaad aur gopiyo ka raas, sab milke banta hai janmastmi ka din khaas...... Happy janmastmi
messages to wish happy janmashtami
Mishri se mithe h krishna k bol, koi kaise lagaye unka mol heere se jyada h krishna anmol Itni taarif ki h pyare ab to "jai sri krishna" Bol
Happy krishna janmashtami sms
krishan ki mahima,krishan ka pyar,krishan me shradha,krishan se sansar,mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe.Happy gokulastami
happy janmashtami sms on makhan chori
Makhan churakr jisne khaya, Bansi bajakr jisne nachaya, Khushi manao uske janm ki, Jisne duniya ko Prem shikhaya. HAPPY JANMASATMi
vrindavan janmashtami wishing sms
Gokul me ji kare niwas Gopiyo sang jo rachye raas, Devki-Yashda jinki maiya, aisehamare kishan kanhaiya jai shree krishna "happy janmastami to all"
shubh janmashtami
Krishna jiska naam, Gokul jiska dhaam, Aise shree Bhagwan ko, Ham sab kare pranam! Jai shree krishna... "Happy Janmastami to all..!"
unke guno se jivan ko sajaye,GITA ke vicharo ko man me basaye,lana he hame KRISHNA ko aur bhi apne karib,to aao apne ghar ko hi gokul banaye.. HAPPY JANMASHTMI--
unke guno se jivan ko sajaye,GITA ke vicharo ko man me basaye,lana he hame KRISHNA ko aur bhi apne karib,to aao apne ghar ko hi gokul banaye.. HAPPY JANMASHTMI--
sms for wishing lord krishna birthday
Wo Mor Mukut,Wo Nad Lala,Wo Murli Manohar,Wo Bansi wala,Wo Makhan chor,Wo Braj Lala,-Janam ashtami ki hardik badhayi..JAI SHRI KRISHNA: